Link Driving Licence With Aadhaar Card In Hindi

14

Apne Driving Licence Ko Aadhaar Card Se Link Ya Connect Kaise Kare Aapko To pata Hi hai India me Sabse Jayda Value Abhi Aadhaar Card Ko Hi mil raha hai iski Sabse Khas wajah Hai Ye biometric data se juda hua hai,

yani aadhaar card se aisa koi banda nahi hai Jo isse froud kar sakta hai Isse pahle mai Aadhar Card se Link Karne wale Kai Post Bataye Apna Mobile number, bank Account , Pan Card Agar aap Nahi jante hai To aap Hamare Iss Post Ko Padhiye

Link Aadhaar With Driving Licenece

2021 में Driving Licence को लेकर Rule में क्या-क्या बदलाव या Change आया ?

Aapke Jankari Ke liye mai Aapko bata Du,Uske bad Aage Link karne ke Tarika bataunga,Abhi iske kai Rule aaye hai Jo kafi sandar Hai To Chaliye Point Wise karke start karte hai

  • Driving Licence – Document Ki Jarurat Nahi :: Ji ha ab Aapko Aadhaar Card Ke alawa Koi Bhi document ki jarurat nahi padegi kyuki Sabhi document me se aadhaar Ko sabse upar rakha gaya hai
  • Driving Licence – EK sath Learning-Prmanent Licence: : Abhi Aapko Learning Aur Permanenet Licence Ke liye alag Alag Application dena padta hai but aage naye niyam ke anusar dono ek sath hi hoga
  • Driving Licence- Medical certificate not necessary :: Ji ha pahle Blood Test Liya jata tha ab iski jarurat nahi hai

आधार कार्ड को ड्राइविंग लाइसेंस से कैसे जोड़ें ? Driving Licence को aadhaar से Link करने का तरीका |

  1. Sabse pahle aap Apne state Ke sadak pariwahan(State Transport Department website) Ki Website par jaye, Jaise Aapko Kaise Search karna hai Ye Samjhiye Agar Hame Bihar Ka website Chahiye To Aap Aise Search kare Bihar Transport Department Website Isi Tarah Aap Bihar ke jagah par Other State ka name dalkar Search kare
  2. Ab Website par jane ke bad ‘Aadhaar Number Entry’ Par Click kare
  3. Iske Bad aap Resgistration ya Phir Liucence Ke liye Search kare
  4. Ab aapke samne Jo box Aaya hai usme aap Apna Resgistration Number ya phir Liucence number Daliye
  5. Iske bad aapke number par ek Confirmation ka message aayega
  6. Ab aap jaise hi gate Details par Click karenge Aapke gadi ka Details Aa jayegi
  7. Ab Niche ki taraf aap Dekhe aapko  2 colum Dikhai Dega Jo aadhaar Number Aur Mobile number Ka Colum Hoga
  8. Isme aapko 12 digit ke aadhaar Number Ke sath Mobile number Bhi Add Karna hoga
  9. Ab aap Submit Ke button par Click kare
  10. Ab aapke mobile par Ek confirmation Ka message aa Jayega Jisse Dalte hi aapka Driving Licence Aadhaar Se Link Ho jayega

14 कॉमेंट्स

  1. ravi bhai aapne bahut achi janakri de. main umeed karta hu ki mujhe aapke blog mai aise hi latest update milte rahenge. thanks for sharing your information.

Leave a Reply to Ajay जवाब बंद करे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.