How To Increase/Boost Internet Speed In Hindi 12+ Tips, internet Speed Kaise Badhaye ? इंटरनेट स्पीड बढ़ाने का तरीक़ा । Jio,Airtel,Vi का इंटरनेट स्पीड कैसे बढ़ाए ?

49

Dost Yah Post Usi Time ki hai jub jio aaya tha so isse aaj update kar raha hu, ​Kya Aapka Internet Speed Slowe hai, Kya Aap Internet Speed Se Paresan hai, Kya Aap 25 MBPS Speed Se Internet Browsing/Downloading Karna Chahte hai । Agar in sabhi Saawalo Ka Jawab ha hai To Aap Is Article Ko Fully Achhe se Read kare । Kyuki Hum Yaha Par 1 Nahi 2 Nahi 10 Method Bata rahe hai, Jisse Kisi Bhi SIM Ka Internet Speed Badha Sakte Hai ।

boost internet speed on rreliance jio 4g in hindi

Mobile में Internet Speed कैसे बढ़ाये 12 से भी ज्यादा tips ? How To Increase/Boost Internet Speed In Hindi – कैसे बढ़ाए इंटरनेट स्पीड ?

1. Change APN Settings 

  1. Sabse pahle Aap Apne phone ke Settings Me Jaye ।
  2. Uske bad Aaap Mobile Network Me Jaye ।
  3. Ab Aap SIM Me Access Point Setting Ko Open kare ।
  4. Ab Aap Ye Dekhe Right Hand Side me Menu ka Option Hoga waha par Jakar NEW APN Select Kare ।

Settings >> Mobile Network >> access Point >> New APN

Ab Aap Niche Dekhe jo mai Settings bata raha hu usse Followe kare Aur Apne Smartphone Me Same Aisa Settings kare ।

  • Name – Anytechinfo.com
  • APN – jionet   ( jo aapka sim ho waha uska name dale jaise ideanet )
  • APN Type – Default
  • Proxy – Not Set
  • Port – Not Set
  • Username – Not Set
  • Password – Not Set
  • Server – www.google.com
  • MMSC – Not Set
  • MMS proxy – Not Set
  • MMS port – Not Set
  • MCC – 405
  • MNC – 857 or 863 or 874
  • Authentication type – Not Set
  • APN Protocol – IPv4/IPv6

2. Network Mode And Bearer settings LTE Se  – iske liye Aap Phir Se Settings Me Jaye Settings Me Jane Se Pahle Aap Purana khule hue tab Ko band Kar De Ek Aur bat Aage hum Jitne Tips batayenge Usse Flowe Karne se pahle Tab wali bato Ka Dhyan rakhe Uske Bad Aap Settings Me Jaye |

Network Mode settings 

  1. More Connection Settings par Click kare ।
  2. Ab Mobile Network Par Click kare ।
  3. Phir Aap Network Mode SIM 1 ( Aapne Jio SIM 2 Me lagaya to 2 Select kare, Jayad Jankari ke liye Tips 3 Flowe kare ।
  4. Ab Aap Waha Dekhe LTE/3G/2G(auto connect ) Hai ya LTE Only Isme Aap LTE Only Kar De. Aaiye Isse Hum Short Me samjhte hai ।

More connection setting> Mobile Networks> Network Mode SIM 1  (LTE /3G/2G(auto connect) Se LTE only Kar de ।

 Bearer settings

  1. Phir Se Settings Par Click kare ।
  2. Ab Aap Mobile Network Me Jaye ।
  3. Ab Aap Access Point Name par Jaye ।
  4. Uske bad Aap Jio 4G Par Click kare ।
  5. Ab Aap Niche Scroll Kare ।
  6. Sabse niche Dekhe Aapko Bearer Ka Options Milega ।
  7. Ab Yaha aapko  Options Me se, Ab Aap Yaha Unspecified ko LTE Kar De ।
  8. Phone Restart kar De ।

Ab Aapne Upar Ke Dono Settings Kar chuke hai, Ab phone Ko Aap Restart kar De Uske bad Aap Apna internet Speeed Check kare Aur comment Me bataye Ki Wakai me aapko Internet Speeed Badhi ya nahi ।

Internet Speed Boost कैसे करे ? How To Boost Speed in Hindi

3. speed badhane ke liye sim ko slot 1 me lagaye – Ji Ye bhi Ek bada Issue hai, Speed Badhane ka Chahe Wo Jio Ka SIM ho ya Koi Other SIM Jis SIM Se Aap Internet use karte Ho usse har Hamesha Slot 1  Me Hi lagaye Kyuki Aisa Har Ek Telecom Wale kahte hai

4. Apne Phone Ko Hath me Kaise rakhe – Aapne Title Sunke kahi Chauk To nahi gaye Are Boss Ye Sahi Aur Mere Dawara ajmaya Hua Tips Hai Aap Apne phone Ko hand Me Kaise Rakhte ho Ye bhi Maine rakhta hai Aap Jub Bhi Apne Phone Ko Hath me rakhe To 45 Degree par rakhe Isse Speed Achhi rahti hai ।

5. Snap Vpn Android App Se Internet Speed Kaise Badhaye ?

  1. Sabse pahle Aap Snap VPN Android App Ko Google Play Store Se Download Kar le ।
  2. Ab Aap Isse Install karke Open Kare ।
  3. Ab Aapko Yaha Alag-Alag Server se Connect kare ।
  4. Sabse pahle Aap India Se Selecte kare,Phir Aap Speed Check kare ।
  5. Phir Aap Singapur Se Connect Kare,Phir Speed Check kare ।
  6. Aapko Dono Location me se Jiska Speed achha lage,Yani Jayada Ho Usse Aap use kare ।

6. Change LTE Band – Ye Trick Sabhi user Ke Liye Nahi Hai Agar Aapka Phone MediaTek chipset supported hai To ye Tricks Use Kar Sakte Hai Band 40 aapko jyada speed denewala hai ।

band 3 or 4 Coverage deta hai, band 40 me aapko 50 Mbps ki download speed milti hai, aap kud LTE Change Kar Sakte Hai, ye Option aapko MediaTek chipset me mil jayegi, Change Karne Pe Speed Badh Jayegi ।

7. Ji ha Speed Badhane ke liye Aap apne Server Ka name change kar Sakte hai,

  1. Aap Settings Me Jaye,
  2. Network Settings Me Jaye,
  3. Apn Settings Me Jaye,
  4. Ab Aap Server par Jaye,
  5. Yaha Aap www.google.com type kare,
  6. Ab Aap Settings ko save kar De,

Ab Aap Apne mobile Data On karke Speed Check kare,Ab Aapne Dekha Aapka speed Boost Ho gai hai,Chaliye Ab Hum Aapko Aur Bhi tricks batate hai ।

Internet Speed बढ़ाने का तरीका जाने हिंदी में । Internet Ki Speed Kaise Badhaye – मोबाइल इंटरनेट की स्पीड बढाने के 12+ तरीके – 

8. Background Data  Close karke Internet Speed Kaise Badhaye – Jub Hum Apna Background Data Ko On rakhte hai To Hamare Mobile Ke Sare Process  Chalti Rahti hai, Jisse Hamari Internet Speed Par kafi Bura asar padta hai,

Agar Hum Background Data Off kar De To Iske madhayam Se hum 20% Speed Badha Sakte Hai Aur 20% To Chhodo Hamare Liye 1% Maine Rakhti hai To Aap Har Hamesa Background Data Off hi rakhe Isse hamara internet speed hi nahi Hamara internet data Bhi Bachat Hota hai,

  1. Ab Aap Settings Par Click kare,
  2. Data Uses Par Click kare,
  3. Ab Restricte Option Ko off kar De.

Note ::– Agar Hum Apna Background Data Off karke Rakhte hai, To Iska Ek Nuksan Bhi hai Hame Facebook Wahtsapp Other Social Media Ka notification nahi aayegi Kyuki Aapka Background Data Off hai,

9. Clear Cache Karke Internet Speed Badhaye – Ji Ye bhi Bahut Maine rakhta hai, Aapne Bahut Sare apps Install Kar rakhe hai To Aise Me Aapke Ram Memory Full Ho Sakti Isse Bhi speed par Bahut bada Efect padta hai, Agar Aap Nahi jante hai, To Aaiye Hum Jante hai, Clear Cache kaise kare,

  1. Sabse pahle Aap Settings Me Jaye,
  2. Ab Application Manager Par click kare,
  3. Uske bad Aap Yaha Dekhe Clear Cache kaise karte hai, Image Me Dekhe aur waha click kare, Sabse Niche

10. Perfect Place Speed Jayada se jayada Boost karne ke liye Aapke place par Bhi Depend karti hai, Aap Sahi place par internet use kare That Mins Jaha aapko Internet achha chale agar place sahi nahi rahega to upar ka 9 trick bhi bekar ka hi ho jayega ।

11. phone root special – अगर आपके पास rooted मोबाइल है तो आप अपने फ़ोन का speed बढ़ा सकते है |

  1. आप अपने मोबाइल में इंटरनेट स्पीड optimizer proapk app को download करके install कर लीजिये ।
  2. ओपन करने के बाद इसमें आपको network speed को choose करना है, वहा 12/28/7 select कर ले ।
  3. अब आप apply पर क्लिक कर दीजिये ।
  4. उसके बाद आप अपने फ़ोन को restart करके अपने फ़ोन का network on करिए आप पाएंगे आपका इन्टरनेट speed पहले से बढ़ गया है ।

12. virus scan karke – ये बात आपसे भी छुपी हुई नहीं है की आये दिन कितना virus attect हो रहे है और हर एक चीज़ में junk फाइल आ रही है, अगर आपके फ़ोन में virus है तो ये वजह नहीं बरी वजह होगी इंटरनेट स्पीड slowe को लेकर आप google play store से कोई भी virus scaner app को download करके अपने फ़ोन का virus scane कर लीजिये |

Mobile में Internet की Speed कैसे बढ़ाये | सबसे आसान तरीका । Jio,Airtel,Vi का इंटरनेट स्पीड कैसे बढ़ाए ?

13. browser change करके देखे – मैंने ऐसा बहुत बार देखा है की किसी फ़ोन में इस browser में बढ़िया speed रहती है तो दुसरे में उससे कम सो आप इस बात को इग्नोर नहीं कर सकते है, आप एक बार दूसरा browser भी use करके  speed issue के बारे में जान सकते है ।

Hame Pata Hai, Aap post padhne ke bad Aapke Dimag Me Ye sawal aayega, Anytechinfo.com Ke Dawara bataya Gaya Tricks Kam karta hai? Hum Apne Experience Se batate hai, 50-50 Yani work bhi karti hai Aur nahi bhi Karti hai । Bahut sare Logo Ko work kar Rahi hai Aur Bahut Sare Logo Ko work nahi kar rahi hai, To Aise me achha hai Baithe Rahne se Behtar hai Kuchh Kare .

Aise bhi Aapka internet speed Slowe hai To Aap Baithe hai Agar Isi me hum Kuchh Aur settings Try kar le Kya pata Badh bhi sakta hai Nahi Bhi Badhe To koi bat nahi Agar Badh jaye To Bahut badi bat hai । dosto ummid hai aapko hamari ye post kafi badhiya laga hoga aur ham ye bhi ummid karte hai ki aapke kam bhi aa jaye aur ye post aapke liye helpful sabit ho ।

49 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.