Aadhaar Card से Pan Card link कैसे करे,2 तरीका ?

32

Government ne ye ailan kiya hai ki  31 March 2019 tak sabhi pan card adhar card se link ho jana chahiye Government ne isse jodna coompalsury  kar diya hai Aapko har hal me jodna hi hoga,

agar aapne abhi tak adhar card nahi banaya hai to jaldi bana le maine iise pahle Adhar card ko bank account se link karne ke tarika bataya tha Aaj hum Aapko  batayenge pan card ko adhar se link kare ya phir adhar ko pan card se link kare kyu aur kaise Aur maine ye bhi bataya Bank Account se aadhaar Card Link kare , wo bhi 1,2,3 nahi kai tarike aur method se

Iske Sath hi Maine aur bhi Topic Cover kiya hai,link karne se releted jo sayad aapke kam aa sakti hai,so aap isse jarur padhe

Isse pahle mai pan card banata tha maine kai logo ko dekha 1 aadmi ke name  2 pan card but ab is process aur sarkar ki thos kadam se ispar ankush lagega Maine ek bat aur gaur kiya adhar card me aur pan card me di gai information same nahi rahti thi,

so jub link hoga to same details hi link hoga ab Difference name par bhi ankush lagega  aage hum Aapko lamba process na batakar 1 hi step me pan se adhar link karne ka tarika batayenge isse pahle hum kuchh basic daubt ko clear kar le

Link To Pan Card Aadhar Card Image

Pan Card को आधार कार्ड से जोड़ना/लिंक करना क्यू जरुरी है ? Pan Card को Aadhar से लिंक नहीं करने का नुकसान ?

  1. aapka pan card kisi kam ka nahi rahega
  2. iss pan card se data search nahi ho payega
  3. ban 2o fisdi ke hisab se katega TDS
  4. bank se aap paise nahi nikal payenge iske sath aur bhi kam yani bank hoga parbhabit
  5. Income Tax Return Nahi ho payega file
  6. kisi bhi tarah ka loan nahi le sakte aap
  7. Vechide nahi kharid payenge aap

1 Step Me Online Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare ( एक स्टेप में ऑनलाइन आधार कार्ड को पेन कार्ड से लिंक कैसे करे )

Step  1

Sabse pahle aap iss link ko open kare  https://incometaxindiaefiling.gov.in/e-Filing/Services/LinkAadhaarHome.html yah Dusri tab me open hogi

  • Note :: Yaha Jo process hum bata rahe hai ye tabhi work karega jub aapka adhar details aur pan details same ho agar alag–alag hogi to link nahi hogi jaise Name,Sex,Date Of Birth aur jaruri information dono par ek hi hona chahiye agar aisa nahi hai to aap pahle usse thik karwa le uske bad link kare ,

Step  ::  2

Ab aapne us link ko open kiya ab aap dekhe aapke samne aisa image dikh raha hai

LINK ADHAR TO PAN CARD

  1. Pan ::                           Likha hai iske samne box me aap apna pan number dale
  2. Aadhar Number ::         Iske samne aap apna  12 digit adhar number dale
  3. Name As Per Aadhar ::  Iske samne Box me aap wo name liye jo aapke adhar card me hai wo bhi capital me
  4. Captcha code ::            Iske niche Box me Image ki tarah hoga us Image me kuchh aise word honge jo Aapko sahi se dikhai nahi dete hai so usse ache se dekhe aur niche blank box me dal de
  5. Ab aap sab kam kar liya ek bar achhe se check kar le , sabse niche Link adhar( rad colour ) Rad Clour ke box me Black Colour se likha hai waha click kare

Congregation Aapka Pan aadhar se link ho gaya Hai , ab apace ek successfully ka mesaage aayega Jo aap niche iamge me Dekh rahe hai

adhar to pan link sucessfully message

Bina Internet SMS Karke Aadhar Number Se Pan Card Link Kaise Kare 

Aapne upar sikha wo bhi bilkul simple step me lekin kya aapke pass internet nahi hai to koi bat nahi
  1. Sabse pahle aap apne mobile ka message box open kare
  2. Usme aap type kare <UIDPN>space<Aadhar Number>space<Pan Card> uske bad aap isse 567678 or 56161 par bhej de niche dekhe
  3. UPDPN 123456789123 EPJ5567     send now  567678 or 56161

Ab Aapke man me kahi na kahi kabhi ye sawal jarur uthta hoga ki aajkal dekh rahe hai subsidy  , Bank yani jaha dekho waha adhar card aakhir kyu iska itna importace kyu mil raha hai , itna value kyu aise bahut sare document hai but Government sub ko chhodakar aadhar ke pichhe padi hai kuchh to wajah hai Aaiye jante hai

Bank,Gas se Lekar har Ek kam me adhar card hi kyu jaruri hai ( हर एक जगह आधार कार्ड का ही उपयोग क्यू )  ?

Hum sabhi Soch me hai ki aaj india me ideanty card ke rup adhar ko hi dekha ja raha hai  simple iska jawab hai isme kisi bhi aadmi ki puri jankari hoti hai aur yah Internet se juda hai isme biometric yani hamare sabhi finger ki scaning rahti hai aur Bhi wajah hai bus aap itna samajh le adhar se better security and kam ka koi Document nahi

To Dosto Yaha maine Aapko super and short tarika pan ko adhar se link karne ka tarika bataya so isse bhi kam step ka method abhi nahi hai syd isse kam ka ab kya ho sakta hai so Aapko kaisa laga ye article hame jarur bataye, Going Comment |

32 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.